Showing posts with label Sad Shayari. Show all posts

Zaleel Kar Kay Jesay To Nay Kar Diya Rukhsat

Wo Bhek Lenay nahi, Tuj Ko Denay Aya Tah
!!!......Qais Ali....!!!
Kehti Hai In Haathon Ki Mehndi Pyaar Rang Layeg
Kehti Hai In Haathon Ki Mehndi Pyaar Rang Layega,
Hai Yakeen Kuch Toh Mera Intezaar Rang Layega..!!
Bohat Gehra Rishta Hai Mere Dil Ka Tere Dil Se,
Ek Din Zaroor Yeh Ishq Mera Dildaar Rang Layega..!!
Qismat Ne Mila Diya Hai Aaj Phir Se Hum Dono Ko,
Kuch Toh Ab Yeh Silsila Mere Yaar Rang Layega..!!
Kab Talak Yu Hi Be-Asar Meri Saari Wafaein Rahegi,
Kabhi Toh Mere Dard-E-Dil Ka Izhaar Rang Layega..!!
Jee Rahe Hai Hum Sirf Teri Mohabbat Ke Hi Sahare,
Kissi Din Toh Zindagi Par Mera Aitbaar Rang Layega..!!

Chal Rahay Hain Zamane Mai Rishwaton Ke Silsilay,

Tum Bhi Kuch Lay Day Ke Mujh Sey Muhabbat Kar Lo…. !

Itna Aasan Nahi Hai Sheher-e-Wafa Ka Pata Mohsin..

Khud Bhatktay Phirtay Hain Yahan Rah Batanay Walay...!!
Mujay Kia Khabar Kay Wo Ishq Tha, Namaz Thi, Kay Salam Tha

Mera Ishq Ishq Tha Muqtadi Tera Harf Harf Imam Tha
Teray Husan Par Tareefon Bhari Kitab Likh Deta

Aye Kash.!!!!.Kay Teri Wafa Teray Husan Kay Barabar Hoti
Subscribe to:
Posts (Atom)