Showing posts with label Urdu Poetry. Show all posts
Showing posts with label Urdu Poetry. Show all posts
Hum Sari Sari Raat Tera Karte Rahain Dedar
Har Subah Hone Se Pehle Tera Chera Nazar Ayee
Hum Sari Sari Raat Tera Karte Rahain Dedar
Meri Ankhon Main Tum Rahoo Meri Sansoon Main Tum Rahoo
Aur Koi Batt Kare Mujh Se To Meri Batoon Main Tum Rahoo
Tujh Ko Ik Pal Bhi Idhar Se Udhar Hone Na Dengey Hum
Meri Ankhoon Main Bus Jaoo K Aur Koi Chera Nazar Na Ayee
Pholon Se Pheley Hum Dekhte Hain Jo Kantain
Hum Samjhtey Hain Terey Anaye Se Peheley Tere Phere Dar Nazar Ayee
Wo Dulhan Banay Najanay K Se Lag Rahi Ho Gi
Wo Dulhan Banay Najanay K Se Lag
Rahi Ho Gi
Uss K Haatoh Pay Mehndi Saj Rahi Ho Gi
Bas Arman Rehy Gaya Uss Ko Apna Bananay Ka
Wo Kisse Or Ki Zindagi May Dhal Rahi Ho Gi
Itna Toh Jaantain Hay Wo Humain Yaad Kar Rahi Ho Gi
Apnay Dil K Zakhmo Ko Bhar Rahi Ho Gi
Aiy Meri Muhabat Tu Sada Abad Rahay Tera Khushio Ka Saaht Rahay
Teray Baad Yay Zindagi Farooqi Say Uljah Rahi Ho Gi

Zaleel Kar Kay Jesay To Nay Kar Diya Rukhsat
Zaleel Kar Kay Jesay To Nay Kar Diya Rukhsat
Wo Bhek Lenay nahi, Tuj Ko Denay Aya Tah
!!!......Qais Ali....!!!
Dabi dabi si wo muskurahat labon pe apne saja saja k
Dabi dabi si wo muskurahat labon pe apne saja saja k
wo narm lahje main baat karna ada se nazrain jhuka k
wo narm lahje main baat karna ada se nazrain jhuka k
wo aankh teri shararati si wo zulf mathay pe nachti si
nazar hatay na aik pal bhi main thak gaya hoon hata hata k
nazar hatay na aik pal bhi main thak gaya hoon hata hata k
wo tera hathon ki unglion ko mila k zulfon main kho sa jana
haya ko chehre pe phir sajana phool sa chahra khila khila k
haya ko chehre pe phir sajana phool sa chahra khila khila k
wo hath hooron k ghar hoon jaise wo paon pariyon k par hoon jaise
nahi hai teri misaal jaana main thak gaya hoon bata bata k….!!
nahi hai teri misaal jaana main thak gaya hoon bata bata k….!!
Shadi Mubarak Ho Pyaar Hi Pyaar Tumko Mile
Shadi Mubarak Ho Pyaar Hi Pyaar Tumko Mile
Dil Se Duwa Hai Ye Meri Pyara Sa Sansaar Tumko Mile
Qismat Mile Ayesi Naseeb Se Ke Sab Dekhte Rah Jai Chandni Ho Her Raat Teri Tu Her Din Bhaar Mile
Subscribe to:
Posts (Atom)